Azam Ali

Dilruba


Imprimir canciónEnviar corrección de la canciónEnviar canción nuevafacebooktwitterwhatsapp

Taqdeer se kya gila khuda ki marzi
Jo kuchh bhi hua, hua khuda ki marzi
Amjad, har baat mein kahaantak kyon, kyon?
Har kyon ki intahaa, khuda ki marzi

Duniya bhi ajab serai faani dekhi
Har cheez yahan ki aani jaani dekhi
Joo aake na jaae woh burhaapa dekha
Jo jaa ke na aae woh javaani dekhi

Har shai mein jamaal-e-dilruba ko dekha
Har cheez men shaan-e kibriya ko dekha
Makhluq mein khaliq ka nazr aaya jisko
Us dekhne wale ne khuda ko dekha

(En)
Why quarrel with fate, 'tis the will of God
Whatever has happened is ordained by the lord
How long this insistence on 'why, why'?
Every 'why' ends at last in the will of God
(Sayed ahmed hussain amjad hyderabadi)

This world is just a shifting show,
Where all things simply come and go,
Youth once gone never doth return,
But old age arrives never to go
(Meer babar ali anees)

In everything, I see the face of my beloved.
In everything, I see the glory of my God.
He who sees the creator in all created things,
He is one who has truly seen God.
(Suraj narain mehar)


Autor(es): Azam Ali