
Meri Jaan
Tu hoti hai gusse mein jab
Toh baatein bigad jaati hai
Manau tujhe kis tarah,
phir ye koshishe rehati hai
kabhi door ho jaane ko
kabhi kehna paas aane ko
Jo bhi tere dil mein hai
ha sorry, mai na samjhu toh
Deewana tera
Tadap hai raha
Itni gumsum hai kyun tu mujhko bata
Tera gussa
Tera rona
Apney gum ko na itna tu khud mein chupa
Meri jaan
Yu na tu
Mujhko aisey dekh
Tujhe baho mein bharlu toh mujhse na kehna
Meri jaan
Yu na tu
Mujhko aisey dekh
Tujhe baho mein bharlu toh mujhse na kehna
Mana ye kehna abhi shayad sahi hai nhi
Par kitni pyari si tu
Lagti hai gusse mein bhi
Tujhko pata hai na mai
Sab kuch jayunga vo kr
Teri khushi ke liye tu mujhse jo kehde agar
Deewana tera
Tadap hai raha
Itni gumsum hai kyun tu mujhko bata
Tere Nakhre
Tere Vaade
Tere rang hai kayi indradhanush ki tarah
Meri jaan
Yu na tu
Mujhko aisey dekh
Tujhe baho mein bharlu toh mujhse na kehna
Meri jaan
Yu na tu
Mujhko aisey dekh
Tujhe baho mein bharlu toh mujhse na kehna
Aadatein kahu
Ya shararatein teri
Masumiyat ya tera bachpana
Mujhse hi tujhko shikayatein hai karni
aur phir mere hi seeney pe tera hota bhi hai rona
Writer/s: Jobin Jacob